Dinar Ke Badle DInar Lena Kaisa Hai-
Janiye Hadees Ki Roshni Mei'n-
Abu Sayeed (r.a) kehte hai ki asharfi ko asharfi ke badle or dirham ko dirham ke badle lena jayez hai,
Unse kaha gaya ki Ibne Abbaas (r.a) toh iske pachh mei'n nahi yaani wo toh kam zyada karke bechne ke bhi pachh mei'n hai,
Toh Abu Sayeed Khudri (r.a) ne kaha ki maine Ibne Abbaas (r.a) se pucha tha, ki kya tumne aisa Nabi (s.a.w) se suna hai, ya ALLAH ki kitab (yani Qura'an) mei'n dekha hai ? Toh Ibne Abbaas (r.a) ne jawab diya ki mai inn dono mei'n se koi baat nahi kehta or tum Nabi (s.a.w) ki hadees mujhse zyada jante ho, lekin mujhe Usama (r.a) ne yeh btaya hai ki Nabi (s.a.w) ne farmaya sood toh udhaar hi mei'n hai....
(bukhari: 2178)
(sahih bukhari saffa: 610)
SHARE PLEASE
और अगर आप इसे इंग्लिश में नही पड़ सकते तो नीचे दिए हुए वीडियो को देखे-👇
No comments:
Post a Comment